Lyric provided by www.seekalyric.com

aayi bhor suhaani
(bhor suhaani aayi aayi
bhor suhaani aayi) - 2
jaagi aasha

jaagi aasha
aur muskaayi
aayi bhor suhaani
bhor suhaani aayi aayi
bhor suhaani aayi

(raaton ke wo mithe sapane
sukh jiwan ka ban gaye apane) - 2
kaamanaayon ne karavat badali - 2
le kar phir angadaayi
aayi bhor suhaani
bhor suhaani aayi aayi
bhor suhaani aayi

man ki umangein badi diwaani
badi diwaani
raaja dekhein aur na raani - 2
man ki umangein badi diwaani
badi diwaani
khel banaaya jinaa-marana - 2
karake prem-sagaayi
aayi bhor suhaani
(bhor suhaani aayi aayi
bhor suhaani aayi) - 2