Lyric provided by www.seekalyric.com

kisi ki aankh ke aansu hai, sitaare na kaho
nazar ka dhoka hai tum, inako nazaare na kaho

ye muravvat hain jo milate hain, mohabbat to nahi
vo kisi aur ke hain, unako hamaare na kaho
nazar ka dhoka hai tum, inako nazaare na kaho

lagi jo theek hi maujon ki khel ? mein toot pade
ghanee(thami ?) ghani se ye toofaan hai, kinaare na kaho
nazar ka dhoka hai tum, inako nazaare na kaho