Lata Mangeshkar - Ab Aage Teri Marzi Lyrics

  • Artist/Band:
  • Album:
  • Song Title:
  • Text Options:
  • Share & Like:

dildaar ke qadmon mein -2
dil Daal ke nazraanaa
mahfil se uThaa aur ye kahne lagaa deevaanaa

*male voice*: kyaa?
ab aage teri marzi ho ho.. aage teri marzi
ho more saiyaaN, ho more balmaa bedardi
aage teri marzi
aage teri marzi sajanvaa
aage teri marzi peeharvaa aage teri marzi

na poochh hamse ki kyuN sogvaar baiThe hain -2
teri adaaoN pe ham dil ko vaar baiThe hain -2

laboN pe jaam hai aur beqaraar baiThe hain
nigaah milne ki ummeed haar baiThe hain

*male voice*: sachchi?

ab aage teri marzi ho ho.. aage teri marzi
ho more saiyaaN, ho more balmaa bedardi
aage teri marzi

aa..
seene mein muhabbat ke jazbaat kaa toofaaN hai
jeene ki bhi hasrat hai, marne kaa bhi armaaN hai
b aage teri marzi ho ho.. aage teri marzi
ho more saiyaaN, ho more balmaa bedardi
aage teri marzi
aage teri marzi o zulmi
aage teri marzi

Search Song Lyrics
Browse Artists

A B C D E F G H I J K L M N
O P Q R S T U V W X Y Z #

Hide preview
Lyrics and Video Widget:

Code for your site/blog/space

Click above to select the code then right click & copy to get the code to paste onto your site/blog