Lata Mangeshkar - O Shaam Aayi Rangon Mein Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
o shaam aayi rangon mein rangi huyi
paayal-vaayaal mere paanvon mein koyi baandho
naache nayi nayi
mujhe koyi nayi chunari dila do
mere liye naya kangana koyi la do
ye suune se maathe pe
kare cham-cham kumakum ki tum
aisi koyi bindiya laga do
ye jaadu kaisa hai jaanuun na
lage mujhe ye to jivan mera sona
saja le tu nainon mein
dhire-dhire are manava meri
koyi aisa sapana salona
mere man ki aasha adhuuri
hogi ik din ye to kahin puuri
kabhi na main bhuuluungi
sang-sang tere saathi mere
bite ye jo shaam suhaani