Lata Mangeshkar - Zamana Yeh Samjha Ke Ham Pee Ke Aaye Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
meri taqdeer mujhe aaj kaha laayi hain
sheesha sheesha jaha mera hi tamasha ee hain
mujhe iljaam na dena meri behoshi ka - 2
meri majboor mohabbat ki yeh ruswaai hain
(mohabbat mein aaise kadam dagmagaye
zamana yeh samjha ke ham pee ke aaye pee ke aaye) - 2
jise kaam ho raat din aansuon se - 2
use hukm yeh hain hase aur hasaye - 2
zamana yeh samjha ke ham pee ke aaye pee ke aaye
kisiki mohabbat mein majboor hokar - 2
ham untak toh pahunche woh ham tak na aaye - 2
zamana yeh samjha ke ham pee ke aaye pee ke aaye
woh jin ke liye zindagaani luta di - 2
yeh baithe hue hain mera dil churaye - 2
zamana yeh samjha ke ham pee ke aaye pee ke aaye
chupoge kaha tak nazar toh milaao - 2
nazar toh milaao - 2
tumhari bala se meri jaan jaye - 2
zamana yeh samjha ke ham pee ke aaye pee ke aaye
mohabbat mein aaise kadam dagmagaye
zamana yeh samjha ke ham pee ke aaye pee ke aaye