|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
Lo phir yunhi ho giya saamna Yun ho gayi who shurooh dastaan Phir woh hua aashna Tha jo mera aasra Aur barhh giya fasla Naina miley, lab siley, dil jala Bus aur kuch na kaha na suna Tha jo mera humnawa Jo tha mera raazdaan Be dakhl kyun ker giya Be mehr yeh ranj ka daira Jaaney kyun yeh be dhadak khich giya |