Lyric provided by www.seekalyric.com |
Jaaney kyun jalta rahey dil mera Jaisey shama ho jaisey koi diya Kaash tumse mein keh deta jo na keh saka Haal mera phir aisa na hota Beqaraari hai teri doori se yeh tou bhadti jaey gi Yeh shama aisi jo zamaaney se hi hai jalti jaa rahi Jaaney kyun kehti phirey yeh hawa Ek din tou tera woh ho ga Aaj phir se kyun roshan hai yeh aasman Koi taara toota tou ho ga Tootey taarey ko samjho dil mera, jo phir jud na paey ga Doorie teri hai is kadar jalta hai yeh dil mera Tu na mili tou terey bina yeh bujh na kabhi paey ga |