|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
teri banhon main teri banhon main jo guzri bheegi raat sanam bheegi raat sanam teri banhon main teri banhon main jo guzri bheegi raat sanam bheegi raat sanam yaad buhat ati hai yaad buhat ati hai pal pal woh barsat sanam teri banhon main teri banhon main jo guzri bheegi raat sanam bheegi raat sanam .......... meethay meethay sapnon main tu khoyi thi meray seenay pe sar rakh ke soyee thi itnay main badal garja bijli bhi lehrayee aisay main tu darr ke meray aur paas chali ayee main ne chun liya main ne chun liya tera nazuk haath sanam haath sanam .......... teri banhon main teri banhon main jo guzri bheegi raat sanam bheegi raat sanam .......... roka main ne tujh ko main deewana tha magar tujh ko apnay ghar jana tha woh betabi ke lamhay woh mastana alam sochta hoon aa jayay phir kabhi aisa mausam bhoola nahin main bholla nahin main teri koi baat sanam baat sanam .......... teri banhon main teri banhon main jo guzri bheegi raat sanam bheegi raat sanam teri banhon main teri banhon main jo guzri bheegi raat sanam bheegi raat sanam yaad buhat ati hai yaad buhat ati hai pal pal woh barsat sanam teri banhon main teri banhon main jo guzri bheegi raat sanam bheegi raat sanam .......... |