|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
Dekhay Jo Khawab Na Pooray Huway Aankhon Main Jaltay Hain Ghum Ke Diye Khawab Humaray Adhooray Rahay Rastay Woh Pyaaray Na Apnay Huway Kya Karoon?? Kaisay Jiyoon ?? Yun Ghut Ghut Ke Kab Tak Jiyoon?? Ji Liya, Pi Liya Zeher Zindagi Ka Ji Liya, Pi Liya Zeher Zindagi Ka Jeenay Ka Maqsad Na Koi Raha Tera Wajood Na Mera Raha Khud Se Huwa Hoon Main Na-Ashna Hokar Tera Bhi Na Tera Raha Kya Karoon?? Kaisay Jiyoon ?? Yun Ghut Ghut Ke Kab Tak Jiyoon?? Ji Liya, Pi Liya Zeher Zindagi Ka Ji Liya, Pi Liya Zeher Zindagi Ka Kyoon Dukh Ye Sahoon?? Main Kaisay Jiyoon?? Kyoon Dukh Ye Sahoon?? Main Kaisay Jiyoon?? Ji Liya, Pi Liya Zeher Zindagi Ka Ji Liya, Pi Liya Zeher Zindagi Ka |