|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
Song By S.P. BALASUBRAHMANYAM, ANURADHA PAUDWAL Anuradha: (saanson ka kya hai pata -2 saanson ke bin jee leinge ham teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham.. ) -2 saanson kaa kyaa hai pataa -2 mud kar kise dekhnaa hai, chhootaa hai saayaa kahaan ham saath hain Dhoondh leinge kuchh roshni ke nishaan jaan gaye jeene ki ham ye adaa saanson kaa kyaa hai pataa -2 saanson ke bin jee leinge ham teri dhadakn ki dhun jo sun leinge ham.. saanson kaa kyaa hai pataa -2 Bala: ab kyaa shikaayat karein ham, kisko kahein bevafaa apne liye zindagi to, Khud hai koi haadsaa o...., dekheinge ab aage hotaa hai kyaa Anuradha: saanson ka kya hai pata -2 saanson ke bin jee leinge ham teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham.. Bala: saanson kaa kyaa hai pataa -2 saanson ke bin jee leinge ham teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham.. Anuradha: saanson kaa kyaa hai pataa Bala: saanson kaa kyaa hai pataa |