|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
Song By MANU CHITRA, ANURADHA PAUDWAL sau baar hamne tumse kahaa ham chaahte hain tumko piyaa hey hey aa haa haa, baraa baraa baaraa baaraa haa haa haa haa ha haa sau baar hamne tumse kahaa ham chaahte hain tumko piyaa -2 sau baar hamne tumse kahaa -2 hamne tumhi se pyaar kiyaa -2 sau baar hamne tumse kahaa sau baar hamne tumse kahaa ham chaahte hain tumko piyaa o.., hamne tumhi se pyaar kiyaa khvaabon mein hameshaa aati ho aankhon ki neend churaati ho paayal tum kabhi bajaatii ho choodi tum khankhanaati ho.. sach ye hai tumne ey dilrubaa -2 dil ye hamaaraa loot liyaa -2 sau baar hamne tumse kahaa -2 ham chaahte hain tumko piyaa -2 chaahaa hai tumhi ko chaaheinge bichhde to jee na paayeinge jab bhi tum pukaaro aayeinge vaadaa ye ham nibhaayeinge tere sivaa ey jaan-e-vafaa -2 ab zindagi mein rakhaa hai kyaa -2 ho ho, (sau baar hamne tumse kahaa) -2 hamne tumhi se pyaar kiyaa -2 sau baar hamne tumse kahaa -2 ham chaahte hain tumko piyaa -2 |