|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
saawariyaan saawariyaan.............. saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu chaan chidaayein woh nahin aaye tanahaayi abb bahot sataayein waqt kate na badhate jaaye har ik pal ko saal banaaye saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu (girte taarein se kuchh maangu bas yahin aas le raat ko jaagu) - 2 par har raat na girta taara dhund liya aakash yeh saara kaun jatan kar tujhko paanvu kaise kar tere paas main aanu saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu saawariyaan saawariyaan.......... |