|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
Song By ALKA YAGNIK, K.K K.K.: Hey..ye fizaayein,hey..sun lo gaayein Zindagi hai haseen aur jawaan Alka: Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki K.K.: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Hey..ye fizaayein,hey..sun lo gaayein Alka: Geeton ka mausam hai, khwaabon ka aalam hai Ab hosh kam kam hai, haan, K.K.: Jeewan ki raahon mein, tum ho nigaahon mein Baahein hain baahon mein haan, Alka: Har dil diwaana, hai ab ye jaana Kyun hai haseen ye sama K.K.: Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Hey..ye fizaayein,hey..sun lo gaayein Chorus: Hey hey! Hey hey! Hey hey! Oh,(wo..) ho,(wo..) Alka: Sab din sunehre hain, sab nashein gehre hain Pyaare sab chehre hain haan, K.K.: Ab halke halke se, rang hai chhalke se Aanchal hai dhhalke se haan, Alka: Jo dilkashi hai, jo taazgi hai Kaise karoon main bayaan K.K.: Hey..ye fizaayein,hey..sun lo gaayein Zindagi hai haseen aur jawaan Alka: Oh.. har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki Both: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 K.K.: Hey..ye fizaayein,hey..sun lo gaayein Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 Alka: (La la la la la la,la la la la la,) |