Lyric provided by www.seekalyric.com

Kisi mehruban ne aa ke, meri zindagi saja dee
mere dil ki dadhkano may, nayi aarzoo jaga dee
mere chahato ka ab tak, na asar howa kisi per
onhay kuch khabar nahi hay,yaha zindagi mita dee
mera pyar hay ibadat,tujhe ye khabar nahi hay
jaha tera naam aya, wohi pe jabeen jukha dee
Na bara hay koi chota, sabhi aik hay jaha may
hay wohi azeem jis ne,nayi shamma aik jala dee

Original song, copied off India.