|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
piyar amar hamesha zinda hamesha rahay ga pehlay pehal dekha tujhay tu dil kehnay laga ooho ho ho piyar amar hamesha zinda hamesha ooho ho ho .......... ankhain meri dekh rahi hain nazaray kaisay panchi urtay hain jheel kinaray ab hum ko in lehron main hai behna haa bheegi faza main saath hamesha rehna .......... piyar amar hamesha zinda hamesha rahay ga pehlay pehal dekha tujhay tu dil kehnay laga ooho ho ho piyar amar hamesha zinda hamesha oo ho ho ho .......... yeh iqrar kiya hai apni khushi se jeevan door bandhon hamesha tujhi se teray milan ka naataa kabhi na tootay haan piyar main tera saath kabhi na chootay .......... piyar amar hamesha zinda hamesha rahay ga pehlay pehal dekha tujhay tu dil kehnay laga ooho ho ho piyar amar hamesha zinda hamesha oo ho ho ho .......... aaaa aaaa aaaa aaaa .......... |