|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
Nasha Na Karo Allah Say Tum Daro Apni Jaan Say Khailo... Nahe Ghar Khudhi Tum Tora Jhootay Doston Kay Liay Ma Baap Ko Tum Ne Choora Jeeingay Ab Woh Kaisay Kal Taq Kiyoun Deko Gay Wada Yeh Karo Aaj Jhootay Natay Toro Gay Tootay Sapnay Joro Gay Nasha Na Karo Allah Say Tum Daro Apni Jaan Say Khailo... Nahe Dekho Kaisa Yeh safar Hai Kaisa Tum Pay Chahya Hai Tum Bhi Thay seeday Saadhay Jurmoon Mein Kho Gai Dhokay Mein Jaaevan Ko Jaisa Bhi Laga Rog Ab Aaysa Na Hoga Yeh To Kal Hoga Nasha Na Karo Allah Say Tum Daro Apni Jaan Say Khailo... Nahe Yeh Dharti hai Hum Say Aur Hum Sub Ka Hai Kaam Roshan Rahay Yeh Zameen Pak Rahay Yeh Jaahan Yeh To Sare Apni Jang Hai Yeh To Apni Koshish Hai Chahein Gai Jeena Jaisay Jeeain Gai Hum Waisay Dunya Hai Her Paal Saath Milker Ker Hum Utahein Haath Woh Din Bhi Dekhein Gai Jang Apni Jub Jeetein Gay Nasha Na Karo Allah Say Tum Daro Apni Jaan Say Khailo... Nahe |