|
Lyric provided by www.seekalyric.com |
yadon main khoya na jaga na soya un se bichar ke roya yeh dukh hamara yeh sukh hamara geeton main main ne piroya ehsaas meray rahain paas teray main rahoon na rahoon mera yeh qissa jeevan ka hissa main yeh kahoon na kahoon meri nazar ka teri nazar ko salam honton pe meray sham-o-saweray tera naam yeh zindagi hai tu oh meray meet mera geet hai tu ahan .......... pal pal yeh aasha deti dilasa safar hai baki abhi nayee manzilain hain nayay faslay hain dagar hai baki abhi meray saath aao meray saath gao nayee umeedain jagao himmat tumhari hai qismat tumhari tum khud hi azmao meri nazar ka teri nazar ko salam honton pe meray sham-o-saweray tera naam yeh zindagi hai tu ho meray meet mera geet hai tu .......... yadon main khoya na jaga na soya un se bichar ke roya yeh dukh hamara yeh sukh hamara geeton main main ne piroya ho ho ho aahaa haa haa hoo hoo hoo .......... |