Lyric provided by www.seekalyric.com |
sh: aa aa aa.., aa aa aa.., aa aa aa.., aa aa chorus: aa aa aa aa, aa aa aa aa, aa aa aa aa sh: ( har taraf, har jagah, har kahin pe hai haaN.. usi kaa noor ) -3 haaN usi kaa noor ( roshni kaa koi dariyaa to hai haaN kahin pe zaroor ) -2 k: roshni kaa koi dariyaa to hai haaN kahin pe zaroor k: (aa aa aa.. k: aa aa aa..) -2 k: aa aa aa.. k, ko: taanaa naa naa dhim dhim taanaa naa dhum dhum, (tum taa num) -3, taa sh: ye aasmaaN, ye zamin, chaaNd aur sooraj kyaa banaa sakaa hai kabhi koi bhi kudrat -2 koi to hai jiske aage hai aadmi majboor k: koi to hai jiske aage hai aadmi majboor sh: har taraf, har jagah, har kahin pe hai haaN.. usi kaa roop choruss: doom, doom, doom, doom, doom -2 sh: insaan jab koi hai raah se bhaTkaa isne dikhaa diyaa, usko sahi rastaa -2 koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door k: koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door sh: har taraf, har jagah, har kahin pe hai haaN.. usi kaa noor roshni kaa koi dariyaa to hai haaN kahin pe zaroor |