Lyric provided by www.seekalyric.com |
(o pyaaraa hamaaraa munnaa nainon kaa taaraa dil kaa sahaaraa, ye cham cham sitaaraa) - 2 o pyaaraa hamaaraa munnaa nainon kaa taaraa bhaarat maa ke pyaare salone mere khilone bhaarat maa ke pyaare salone o khilone (chandaa hansegaa, ronaa nahin o salone) - 2 (mere kanhaiyyaa re hogaa prataap shivaaji tuu) - 2 tuu hi dil ki bhaashaa re bhaarat ki aashaa phuulo phalo more laal re bhaarat ki aashaa, jug jug jiyo more laal re o pyaaraa hamaaraa munnaa nainon kaa taaraa dil kaa sahaaraa ye cham cham sitaaraa cham cham sitaaraa |