Lyric provided by www.seekalyric.com |
ye raat bhi jaa rahi hai ke gam ki ghataa chhaa rahi hai mere hamadam tuu nahin aayaa ye raat bhi jaa nahin jis taraf koi manzil usi raah pe chal rahi huun teri yaad mein o sitamagar shamaa ki tarah jal rahi huun - 2 shamaa bujhi jaa rahi hai mere hamadam tuu koi dushmani aasamaan ki muhobbat ki har daastaan ki kahin ye na ho ki tuu aaye chale jaayen ham is jahaan se - 2 honthon pe jaan aa rahi hai mere hamadam tuu ye raat bhi (jaa rahi hai) -3 |