Lyric provided by www.seekalyric.com |
(bheegi bheegi hain yeh hawao phir bhi jale kyon mera tan tan yeh mann ki baat na maane dil ki sune na yeh dhadkan) - 2 dhadkan mein shor dil pe na jor toofan sa hain ek dono aur mujhe khich rahi anjaani dor bas teri aur bas teri aur dhadkan mein shor dil pe na jor toofan sa shor ek dono aur mujhe khich rahi anjaani dor bas teri aur dilbar bheeni bheeni khushbu tumahari jab chuti hain mera badan pyas hazaro uth jaati hain kya main batau yeh tadpan saawan ke pass baarish ke pass kabi jaau main saagar ke pass sagar se bhi bujhti na pyaas yeh kaisi pyaas yeh kaisi pyaas saawan ke pass baarish ke pass kabi jaau main sagar ke pass sagar se bhi bujhti na pyas yeh kaisi pyaas dilbar dheema dheema chand hua hain chupne lagi badli mein kiran yeh lamhe kutch bol rahe hain aa usmein ham dono sajan bechainiya betaabiya phir aur kyon khamoshiya yeh ishq ki sarhoshiya madhoshiya madhoshiya bechainiya betaabiya phir aur kyon khamoshiya yeh ishq ki sarhoshiya madhoshiya hain dilbar (bheegi bheegi hain yeh hawao phir bhi jale kyon mera tan tan yeh mann ki baat na maane dil ki sune na yeh dhadkan) - 2 |