Lyric provided by www.seekalyric.com |
Song By ZUBIN GARG, SUHEL KHAN chaand taare phool shabnam tere bas mein kya nahin koyi aisi shay nahi jismein tera jalwa nahin dil mein tu hai dhadknon mein tu hai meri jaaneja tere mere bich mein hai raasta parda kahaan (tu jahaan hain, main wahaan hoon main jahaan hoon tu wahaan) - 2 (jhoot kehta hoon toh aaina uthaakar dekh le apani peshaani ko ghoonghat mein chhupaakar dekh le) - 2 chhup nahi sakte meri jaan mere honthon ke nishaan, tu jahaan hain (tu jahaan hain, main wahaan hoon main jahaan hoon tu wahaan) - 2 tera nooraani mehal tu rehanewaala arsh ka farsh pe tune bikhera hai ujaala arsh ka tere jalwon se hai roshan mera mitti ka makaan, tu jahaan hain (tu jahaan hain, main wahaan hoon main jahaan hoon tu wahaan) - 2 |