Aap Ki Kasam Movie - Paas Nahin Aana Bhool Lyrics

  • Artist/Band:
  • Album:
  • Song Title:
  • Text Options:
  • Share & Like:

Song By KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Paas Nahin Aana Door Nahin Jaana
Tum Ko Saugandh Hai Ke Aaj Mohabbat Band Hai

Pehle Tu Aag Bhadakati Hai
Phir Dil Ki Pyaas Buzaati Hai
Teri Yehi Ada To Mujh Ko Pasand Hai
Achchha Haan Haan
Magar Aaj Mohabbat Band Hai

Kitna Kitna Maza Hai Aise Jeene Men
Dhak Dhak Bhi Hoti Nahi Seene Men
Koi Bechaini Nahi Kitna Anand Hai
Ke Aaj Mohabbat Band Hai

Mat Chhed Apne Diwane Ko
Rahne De Tu Is Bahane Ko
Hothon Pe Na Hai Magar Dil To Razamand Hai
Razamand Hai Magar Aaj Mohabbat Band Hai

Search Song Lyrics
Browse Artists

A B C D E F G H I J K L M N
O P Q R S T U V W X Y Z #

Hide preview
Lyrics and Video Widget:

Code for your site/blog/space

Click above to select the code then right click & copy to get the code to paste onto your site/blog