Aarzoo Movie - Ay Nargis-E-Mastana Bas Itni Lyrics

  • Artist/Band:
  • Album:
  • Song Title:
  • Text Options:
  • Share & Like:

Song By MOHD RAFI
Ay Nargis-e-mastana, Bas Itni Shiqayat Hai, Bas Itni Shiqayat Hai,
Samjhaa Hamen Begana, Bas Itni Shiqyat Hai, Bas Itni Shiqayat Hai,

Har Raah Par Kataraaye, Har Mod Par Ghabaraaye,
Muh Pher Liya Hai Tumne, Ham Jab Bhi Nazar Aaye,
Muh Pher Liya Hai Tumne Ham Jab Bhi Nazar Aaye,
Oooo.. Ham Ko Nahin Pehechana,
Bas Itni Shiqaayat Ha, Bas Itni Shiqaayat Hai

Ho Jaathe Ho Par Ham Bhi, Ban Jaathe Ho Ham Dam Bhi,
Ay Saakh Ay Mehkhana, Shola Bhi Ho Shabnam Bhi,
Ay Saakh Ay Mehkhana, Shola Bhi Ho Shabnam Bhi,
Oooo... Khali Mera Paimaana,
Bas Itni Shiqaayat Ha, Bas Itni Shiqaayat Hai

Har Rang Qayamat Hai, Har Dang Shararat Hai,
Dil Thod Ke Chal Dena, Yeh Husn Ki Aadat Hai,
Dil Thod Ke Chal Dena, Yeh Husn Ki Aadat Hai,
Oooo... Aata Nahin Behelaana,
Bas Itni Shiqaayat Ha, Bas Itni Shiqaayat Hai

Ay Nargis-e-mastana, Bas Itni Shiqayat Hai, Bas Itni Shiqayat Hai,
Samjhaa Hamen Begana, Bas Itni Shiqyat Hai, Bas Itni Shiqayat Hai

Search Song Lyrics
Browse Artists

A B C D E F G H I J K L M N
O P Q R S T U V W X Y Z #

Hide preview
Lyrics and Video Widget:

Code for your site/blog/space

Click above to select the code then right click & copy to get the code to paste onto your site/blog