Abhijeet Sawant - Junoon Movie - Tanha Tanha Se Hai Din Lyrics

  • Artist/Band:
  • Album:
  • Song Title:
  • Text Options:
  • Share & Like:

Song By ABHIJEET SAWANT
bas ik jara hai iltaja kabhi meri baahon mein aao na
tere bina jeena bhi kya jaise koi bebasi, koi saja
teri chaahat ka teri pyaar ka sila
behoshi, bechaini, betaabiyaan, chain gumshuda
o ho ho ho ho..........
tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, dil yeh karata hai mar jaayein
tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, na jaane kaisi yeh kayaamat hai

mere sanam mere khuda, yahin meri aarjoo, yahin duwa
saanson mein hai khushboo teri, tere honto pe ho naam mera
gumsum sa aalam hai, viraan yeh fiza
jaane mausam ko yeh kya ho gaya, hai bujha huva
(tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, dil yeh karata hai mar jaayein
tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, na jaane kaisi yeh kayaamat hai) - 2

teri chaahat ka tere pyaar ka sila
behoshi, bechaini, betaabiyaan, chain gumshuda
o ho ho ho ho..........
tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, na jaane kaisi...........

Search Song Lyrics
Browse Artists

A B C D E F G H I J K L M N
O P Q R S T U V W X Y Z #

Hide preview
Lyrics and Video Widget:

Code for your site/blog/space

Click above to select the code then right click & copy to get the code to paste onto your site/blog