Barsaat(Old) Movie - Ab Mera Kaun Sahara Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
Song By LATA MANGESHKAR, CHORUS
ab mera kaun sahara - 4
mere balam - 2 mujhko na bhulana
ab mera kaun sahara - 2
(tujhse bichhadkar durr hui
milne se majboor hui) - 2
ro ro ke dil ne tujhko pukara
ab mera kaun sahara - 2
(tujhse milan ki aas lagi
naina ras ki pyas lagi) - 2
mujhko hai tera gam bhi pyara
ab mera kaun sahara - 2
(pankh lage udd jaaun main
lekin kaise aaun main) - 2
bebas hui kismat ne mara
ab mera kaun sahara - 4