Chameli Movie - Bheegi Hui Koyi Lyrics

  • Artist/Band:
  • Album:
  • Song Title:
  • Text Options:
  • Share & Like:

Song By SUNIDHI CHAUHAN & JAVED ALI
Javed:
Haan,aa,haan,haan haan haan, haan haan

Sunidhi:
Bheegi huwi koyi shaam woh
Mehka huwa koyi naam woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh
Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane kyun ham ko yaad, aaye woh
Ab is tarha usko sochta hoon
Guzre huwe woh pal rokta hoon

Javed:
Woh pal kahin kho gaye hain jo apne
Aur saath bhi ho gaye hain jo sapne
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane kyun ham ko yaad, aaye woh

Javed:
Woh roshni woh aag hai
Ya phir koyi charaag hai
Jisse dheere dheere hai jalna
Jisse is tarha hi hai chalna

Sunidhi:
Kissi mod pe woh aaj bhi qandeel si jalegi
Shaher ki dhoop si bewaqt hi dhhalegi

Javed:
Kyun hamko yaad, aaye woh

Sunidhi:
Bheegi huwi koyi shaam woh
Mehka huwa koyi naam woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh
Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh

Both:
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane

Javed:
Kyun ham ko yaad aaye woh...

Search Song Lyrics
Browse Artists

A B C D E F G H I J K L M N
O P Q R S T U V W X Y Z #

Hide preview
Lyrics and Video Widget:

Code for your site/blog/space

Click above to select the code then right click & copy to get the code to paste onto your site/blog