Gambler - 1995 Movie - Nazaro Se Aaj Dil Mein Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
Song By MUKESH, LATA MANGESHKAR
mu : nazaron se aaj dil mein samaane ki raat hai
la : ye raat to naseeb jagaane ki raat hai
sun lo zara kareeb se ye dil ki dhadkane
ye dil ka haal sunane-sunn ne ki raat hai
mu : nazaron se aaj ...
kadmon mein kyon bichhi hui hai aaj chandani
palkon pe chaandani ko bithaane ki raat hai
la : nazaron se aaj ...
dekho falak ki maang sitaaron se bhar gayi
mu : zulfon mein bhi sitaare sajane ki raat hai
do : nazaron se aaj ...