Jagjit Singh - Gujraat Ke Firaaq Soon Hai Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
gujraat ke firaaq soon hai, khaar khaar dil - (2)
betaab sa hai sine mein aatish bahaar dil
gujraat ke firaaq soon
marham nahi hai isake, jakhm ka jahaan mein - (2)
shamshir soon huwa hai, jo mera figaar dil - (2)
har aashana ke yaad ki, garmi sutan mein hai - (2)
har dam hai bekaraari, misaale sharaar-e-dil - (2)
lekin hajaar shukr bali haq ke faiz soon - (2)
phir usake dekhane ka hai, umeedwaar dil - (2)
gujraat ke firaaq soon hai, khaar khaar dil - (2)
betaab sa hai sine mein aatish bahaar dil
gujraat ke firaaq soon hai, khaar khaar dil
Thanks to razvan