Kambakkht Ishq - Bebo Lyrics

  • Artist/Band:
  • Album:
  • Song Title:
  • Text Options:
  • Share & Like:

meri saans saans tere paas paas
yun hi baar baar hui aag aag kyun bata?
hey you
tere saath saath poori raat raat
karoon pyaar pyaar bhari baat baat tauba
bebo main bebo dil mera le lo
dil dene aayi le lo ji le lo
bebo main bebo dil mera le lo
dil dene aayi le lo ji le lo
sehmi sehmi si main roko toko naa ji
jaan tumse bandhi hai durr jao naa ji
durr bhi ek bahana haule haule se jaana
hum ko bhi kya khabar thi ishq hai apni tu tu main main
bebo main bebo dil mera le lo
dil dene aayi le lo ji le lo
bebo main bebo dil mera le lo
dil dene aayi le lo ji le lo

chupke chupke mujhe mud ke dekhe kyun ji
saari saari hi main teri teri hoon ji
dor daale zamanna mera dil nahi maana
teri ek hi nazar mein dil ko hua hai yeh yeh wo wo
bebo main bebo dil mera le lo
dil dene aayi le lo ji le lo,
hey you
meri saans saans tere paas paas
yun hi baar baar hui aag aag kyun bata?
hey you
tere saath saath poori raat raat
karoon pyaar pyaar bhari baat baat tauba
bebo main bebo dil mera le lo
dil dene aayi le lo ji le lo
bebo main bebo dil mera le lo
dil dene aayi le lo ji le lo

Search Song Lyrics
Browse Artists

A B C D E F G H I J K L M N
O P Q R S T U V W X Y Z #

Hide preview
Lyrics and Video Widget:

Code for your site/blog/space

Click above to select the code then right click & copy to get the code to paste onto your site/blog