Lata Mangeshkar - Chali Aaj Gori Piya Ki Nagariya Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
chali aaj gori piya ki nagariya - 2
mangiya mein sinduur odhe chunariya - 2
chali aaj gori piya ki nagariya...
dulaaron se paali ye komal kali si - 2
chhipi maan ke aanchal mein jaisi dari si
wo hi aaj jaaye paraayi nagariya.....
ankhiyon mein aansuu hain saanson mein aandhi - 2
sajan se milan ko sajaniya hai jaati
nainon se tham tham ke barase badariya... - 2
chali aaj gori piya ki nagariya