Mission Kashmir - Maaf Karo Lyrics

  • Artist/Band:
  • Album:
  • Song Title:
  • Text Options:
  • Share & Like:

Hoon hoon hoon hoon hoon
Hoon hoon hoon hoon hoon hoon
Hoon hoon hoon hoon hoon
La la la la la la
Rum baba ruba, Rum ba baba ruba
Rum baba ruba, rip ye ye ye
Rum baba ruba, Rum ba baba ruba
Rum baba ruba, rip ye ye ye

Maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkaar
Arre maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkaar
Tumko aata hai gussa, humko aata hai pyaar
Maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkaar
Re baba, maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkaar
Tumko aata hai gussa, humko aata hai pyaar
Maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkaar

Khwab dekhein phoolon ke, bol hain kaanton jaise
Saaf karein hum dil kaise, haan karein hum kaise
Khwab dekhein phoolon ke, bol hain kaanton jaise
Saaf karein hum dil kaise, haan karein hum kaise
Chhodo na chhodo naa, zid yeh chhodo naa
Dilruba dil mera, hai, aise todo naa
Na na na, main nahin maanti, haath jodo naa
Hey, tumko aata hai gussa, humko aata hai pyaar
Maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkaar
Please

Pyaar hai kitna, cheer ke dil, tumhein dikhaaya jaaye
Tumhi baata do ab tumko, kaise manaaya jaaye
Haan, pyaar hai kitna, cheer ke dil, tumhein dikhaaya jaaye
Tumhi baata do ab tumko, kaise manaaya jaaye
Hoon, sab pata chal gaya, jhoota hai yeh pyaar
Ab mujhe rokna, hai nahin aasaan
Tum kaho to abhi, de doon apni jaan
Tumko aata hai gussa, humko aata hai pyaar
He, maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkaar
Re baba, maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkaar


Search Song Lyrics
Browse Artists

A B C D E F G H I J K L M N
O P Q R S T U V W X Y Z #

Hide preview
Lyrics and Video Widget:

Code for your site/blog/space

Click above to select the code then right click & copy to get the code to paste onto your site/blog