Rafi - Bheega Bheega Pyar Ka Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
- Rafi
- Other Songs
- Bheega Bheega Pyar Ka
ra : bheegaa-bheega pyaar ka samaan
bata de tujhe jaana hai kahaan baliye bata de tujhe jaana hai kahaan
sha : chalungi tu le chale jahaan
ki tere bina jaana hai kahaan baliya ki tere bina jaana hai kahaan
ra : soch samajh le badi mushkil hai pyaar ki raahon mein -2
sha : mujhe darr kaisa meri duniya hai piya teri baanhon mein -2
tum sang jodi preet ki dori main to hui teri sajana
ki tere bina jaana hai ...
ra : mud ke na dekhen kabhi dilwaale chhodi hui manzil ko -2
sha : chal hi diye to rukana kaisa ab jo ho so ho -2
tu hai meri kaaya main hoon teri chhaaya jahaan tu hai main bhi hoon vahaan
ki tere bina jaana hai ...
do : bheegaa-bheega pyaar ka ...