Rafi - Insaaf Ka Mandir Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
- Rafi
- Other Songs
- Insaaf Ka Mandir
insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai -2
kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka dar hai
insaaf ka mandir hai ...
hai khot tere man mein jo bhagwan se hai door -2
hai paanv tere phir bhi tu aane se hai majboor -2
himmat hai to aaja ye bhalai ki dagar hai
insaaf ka mandir hai ...
dukh de ke na dukhiyon se jo insaaf karega
bhagwan bhi usko na kabhi maaf karega
( ye soch le ) -2 har baat ki daata ko khabar hai -2
insaaf ka mandir hai ...
maayoos na ho haar ke taqadeer ki baazi
pyaara hai vo gam jismein ho bhagwan bhi raazi
( dukh dard mile ) -2 jismein vahi pyaar amar rahe -2
insaaf ka mandir hai ...