Teesri Kasam Movie - Laali Laali Doliya Mein Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
Song By ASHA BHOSLE, CHORUS
laali laali doliya mein laali re dulhaniya
piya ki pyaari bholi bhaali re dulhaniya
laali laali doliya mein laali re dulhaniya
meethe bain teekhe nainon wali re dulhaniya
lautegi jo godi bhar hamein na bhulana
laddu pedhe lana apne haathon se khilana
teri sab raatein hon diwali re dulhaniya
doolhe raja rakhna jatan se dulhan ko
kabhi na dukhana tu goriya ke mann ko
naazuk hai naazon ki hai paali re dulhaniya