Akash - Ji Liya Lyrics

  • Artist/Band:
  • Album:
  • Song Title:
  • Text Options:
  • Share & Like:

Dekhay Jo Khawab Na Pooray Huway
Aankhon Main Jaltay Hain Ghum Ke Diye
Khawab Humaray Adhooray Rahay
Rastay Woh Pyaaray Na Apnay Huway

Kya Karoon??
Kaisay Jiyoon ??
Yun Ghut Ghut Ke Kab Tak Jiyoon??

Ji Liya, Pi Liya
Zeher Zindagi Ka
Ji Liya, Pi Liya
Zeher Zindagi Ka

Jeenay Ka Maqsad Na Koi Raha
Tera Wajood Na Mera Raha
Khud Se Huwa Hoon Main Na-Ashna
Hokar Tera Bhi Na Tera Raha

Kya Karoon??
Kaisay Jiyoon ??
Yun Ghut Ghut Ke Kab Tak Jiyoon??

Ji Liya, Pi Liya
Zeher Zindagi Ka
Ji Liya, Pi Liya
Zeher Zindagi Ka

Kyoon Dukh Ye Sahoon??
Main Kaisay Jiyoon??
Kyoon Dukh Ye Sahoon??
Main Kaisay Jiyoon??

Ji Liya, Pi Liya
Zeher Zindagi Ka
Ji Liya, Pi Liya
Zeher Zindagi Ka

Search Song Lyrics
Browse Artists

A B C D E F G H I J K L M N
O P Q R S T U V W X Y Z #

Hide preview
Lyrics and Video Widget:

Code for your site/blog/space

Click above to select the code then right click & copy to get the code to paste onto your site/blog