Rafi - Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan Lyrics
- Artist/Band:
- Album:
- Song Title:
- Text Options:
- Share & Like:
- Rafi
- Other Songs
- Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan
haaye re insaan ki majbooriyaan-2
paas rah kar bhi hai kitani dooriyaan, dooriyaan
haaye re insaan ki
kuchh andhere men nazar aata nahin
koi taara raah dikhalaata nahin
jaane ummidon ki manzil hai kahaan-2
haaye re insaan ki
shamma ke anjaam ki kis ko khabar
khatm hogi yaa jalegi raat bhar
jaane ye shola banegi ya dhuaan-2
haaye re insaan ki
Posted by: p u r n i m a